CA FOUNDATION Revision Strategy and Exam Motivation
Hello Dosto,
Hamari aagli post important chapters and important questions ke upar aane wali hai.
CA foundation ke exam pass aa rahe hai isliye main revision strategy upload kar raha hu.
Exam ke pehle revision kaise kare? kab kare?
In sab sawalo ke jawaab main aaj aapko dene wala hu....
Exam ke pehle revision kaise kare? kab kare?
In sab sawalo ke jawaab main aaj aapko dene wala hu....
Main ye manta hu ki aapka syllabus complete ho chuka hoga.
agar nahi hua hai to tension na le. iske bare me apko badme bataunga.
chaliye ab revision strategy ke bareme baat karte hai.
15th april to 25th April me aapko Accounts and law khatam karna hai.
26th april se 5th may tak aapko maths karna hai. jiske sath accounts and law ki revision karte rehna hai.
6th may se 15th may tak aapko Economics, BCR and BCK khatam karna hai. Jiske sath Maths Law and Accounts ki revision karni hai.
16th May to 20th May tak aapko MTP, RTP practice karna hai.
aur jo topic aapko weak lagta hai use aap 21st may se prepare karo.
aur phir ek bar paper solving practice karo aur dekhop ki aapko kitna time lagta hai solve karne ke liye.
Aisa Paper solving and revision kare 31st may tak. Baad me sirf concept revise kare or apne weakness ko sudhare.
Is post me maine aapko kab konsa subject karna hai ye bataya hai. Inhe kis tarha se prepare karna hai jyada se jyada marks lane ke liye wo agli post me bataunga.
Is post me maine aapko kab konsa subject karna hai ye bataya hai. Inhe kis tarha se prepare karna hai jyada se jyada marks lane ke liye wo agli post me bataunga.
Hamari aagli post important chapters and important questions ke upar aane wali hai.
Jankari ke liye hamara telegram channel aur instagram page join kare.
Updates ke liye hamara telegram channel join kare.
Instagram: https://www.instagram.com/cakipadhai/
Agar aapki preparation complete nahi hui hai to kuch bhi karke 30th April tak complete kare or pura May mahina paper solving practice kare and revision kare.
Sabse pehle important topics khatam karo jisse aap maximum marks score kar loge.
Baas thode dinoki baat hai......thodi mehnaat karlo yaar.......aapko iska fal jaroor milega....abhi bhi wakt hai
""""AAP KAR SAKTE HO""""
Comments
Post a Comment